MENU

Thursday, 13 September 2012

Gaib k meaning hy..Aisi chizen jo Aam Adami Na dekh Sake.


Gaib k meaning hy..Aisi chizen jo Aam Adami Na
dekh Sake..Aur...Gaib ki khabar dene waaale ko
Nabi kehte hai. Nabi to kehte hi use hai Jo Gayb Ki
khabar deta ho... Aur hmaare Aaqa sal-lal-lahu alai
hi wa sallam to
Nabi k saath saath RASOOL BHI HAIN..kya kisi ne kabi ALLAH (Subhana wa taaala) KO DEKHA HAI..?
KABHI JIBRAEL Alaihis Salaam KO DEKHA HAI.. KABHI
KISI FARISHTE KO DEKHA HAI.. Beshak nai... to in
GAIB Ki cheezon par Imaan kaise
laaya .. Nabi sal-lal-lahu alai hi wa sallam ne hi to
bataaya ...aur Agar koi kahe...Nabi ko Gayb ka Ilm nai tha tab to Uska Imaan hi khaariz hogya..
Quraan may aata hai...."Wa maa yantikhu anil
hawaa". "Aur woh apni marzi say kuch nahi
kehtay (Muhammad Sallallahu alai wa salam)
"Khudaa ki Razaa pay razii Muhammad
Razaa e Muhammad pay Razii Khudaa" Shaykh al- Islam, Hafiz Ibn Hajar al-'Asqalani, writes:
"One of the qualities bestowed upon a Prophet is
the quality that he knows what has already
happened in the past and what will happen in the
future"..Urdu translation..." Nabi ki ek Khubi yeh hai
k ..Wo Jante hy jo ho chuka hy past (mazi)me, aur kiya hoga future (mustaqbil) me.."
[Fath al-Bari, chapter on 'The Anbiya'] Allah Ta'ala
says: "Allah Alone is the Knower of the
Unseen. He never grants the Knowledge of his
Ghayb to anyone but to His chosen Messengers and
appoints guard before them and behind them.".. Translation.."Wahi (Allah (Subhana wa taaala)) hi
ghyb ka jannaney wala hai,wo kisi pr apne ghaib
ko Zhahir nahi karta.han, Jis paigambar ko pasand
farmayen .Aur us ko Ghaib ki baatein bata de.to us
k Aage aur phiche nihgahebaan Muqarar kar deta
hy.taki Malum farmayein k unhone apne parwardigaar k piagaam pauhncha diye.". (Surah
Jinn, 72:26-27). ILM-E-GHAIB ka inkaar KUFAR hai
Q : ILM-E-GHAIB kya hai ? A : ILM-E-GHAIB, future
may honay walay
WAAQIYAAT hain. Q : Kya hum ALLAH-TALA ko
GHAIB keh saktay hain ? A : HAAN, kyun k ALLAH-TALA ki zaat
MAKHFEE hai,
is liyay. Q : Hum ko ALLAH-TALA ki zaat k baray
mai kaisay
pata chala ? A : hum ko ALLAH-TALA kay baray mai
pyaray nabi ( (sal-lal-lahu alai hi wa sallam)) nay bataya. Q :
is ka matlab yay howa kay agar pyaray nabi
( (sal-lal-lahu alai hi wa sallam)) ki zaat nahi hoti,
to hum ko ALLAH-TALA ki zaat k baray may pata
nahi chalta ? A : jee haan offcourse, ap nay sahi
farmaya. To sabit yay howa k ALLAH-TALA ki zaat GHAIB
hai. hum ko ALLAH-TALA k baray mai pyaray nabi
( (sal-lal-lahu alai hi wa sallam)) say pata chala. jis
nay pyaray nabi ( (sal-lal-lahu alai hi wa sallam))
kay ILM-E-GHAIB ka inkaar kiya...goya. us nay
ALLAH-TALA ki zaat ko man-nay say INKAAR kiya. aur jo ALLAH-TALA ko man-nay say
INKAAR karay. wo KAAFIR nahi to aur kiya hai

No comments: