Hadith: Nabee Sallallahu Alaihi Wasallam ke pass Dua ki sifarish…..
Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam Jumaa ke din khutba de rahey they ki ek Sahabi khade huye aur kahne lage ki Ya Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam Allah se dua farma dijiye ki hamarey liye... baarish baras jaye ( Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne dua farma di) aasman par baadal cha gaye aur baarish barasney lagi, ye haal ho gaya ki hamarey liye ghar tak pahuchna mushkil tha, ye baarish agley juma tak hoti rahi phir wohi sahabi ya dusrey sahabi agli jumaa ko khadey huye aur farmaya ki Allah se dua kijiye baarish band kar de hum to dub gaye, Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne dua ki Eh Allah hamarey charon taraf ki Bastiyon ko sairab kar aur hum par baarish band kar de iskey bad baadal tukdey hokar madiney ke charon taraf bastiyon mein chala gaya aur madiney walon par baarish ruk gayee
Sahih Bukhari, 6342

No comments:
Post a Comment